Pastāsti draugiem par šo preci:
Look Stunning at Any Size Sanjeev Manohar Sahil
Look Stunning at Any Size
Sanjeev Manohar Sahil
Jeevan mein sab hi apne kaaryo mein humesha apne lakshya tak pahunch kar safalta prapt karna chahte hain, kintu kuch hi safal ho paate hain. Aakhir unke andar veh kaun si visheshta hai, kaun sa gunh hai, jo unhe safal bana deta hai? Yeh ek prash hai. "Jeet Nishchit Hai" mein aapko vijaya ki raah par agrasar karne ki purna shamta hai. iss pustak mei manushya ki shaktiyon ko behad sukshmta se bataya gaya hai. manmohak chitro ke maadhyam se aatma-vishwas, sahas, dridh-icchashakti tatha sakaratmak drishtikon ko ek sarvatha naveen tatha anchue tareeke se vishleshit kiya gaya hai. Aap apni saktiyon ko parat-dar-parat apne saamne khulta hua anubhav kare. Yahi iss pustak ki vishishttha hai.
| Mediji | Grāmatas Paperback Book (Grāmata ar mīksto vāku un līmēto muguru) |
| Izlaists | 2012. gada 27. aprīlis |
| ISBN13 | 9789381588505 |
| Izdevēji | V & S Publishers |
| Lapas | 172 |
| Izmēri | 184 × 241 × 7 mm · 181 g |
| Valoda | Hindi |